Mp3 Song में अपनी फोटो कैसे लगाये- How To Add Photo In Mp3 Song



Hello dosto aaj ke post me mai aapko batane ja rha hu ki Mp3 Song me apna photo kaise lagaye.Dosto ham jab koi gana sunte hai us song me photo bhi dikhta hai.Lekin dosto ham sochte hai ki us mp3 song se photo remove karke apna photo mp3 me kaise add kare.Dosto agar aap mp3 me apna photo set karna chate hai to aap ek dam sahi jagah par aaye hai kyoki aaj ki post me mai aapko batane ja rha hu ki gana me apna image kaise add karte hai.Dosto agar aap apne mp3 song me photo lagana chate hai to aap mere dwara bataye gye steps ko follow kare aurmp3 song me apna photo add karle.
1-Dosto aap sabse  pahle apne computer me mp3tag application download karna hai.
2-Download karne ke bad aap es app ko install kare.
3-Software install hone ke bad aap ese open kare.
4-Dosto ab aap apna mp3 song select kare.Jisme image change karna hai.
5-Dosto uske bad aapko exended tag par click karna hai.
6-Dosto ab aap apna photo select karna hai.
7-Uske bad aap musice ke background me add kar de.

Comments

Popular posts from this blog

App Store Connect ITMS-90078: Missing Push Notification Entitlement - Your app appears to register with the Apple Push Notification service, but the app signature's entitlements do not include the "aps-environment"

RGPV CSE 8th Semester Soft computing Notes and Lectures

Facts about bb ki vines bhuvan bam